Zihaal-e-Miskeen Mukon Ba-Ranjish,
Bahaal-e-Hijra Bechara Dil hai Sunai Deti Hai Jiski Dhadkan,
Tuhaara Dil Ya Hamaara Dil Hai
Ye dil judaai ke gamo se abhi bhi taaza hai.
Iski bechaargi ko ba-ranjish (without enimity) dekho.
zihaal-e-miskeen mukon ba-ranjish
bahaal-e-hijra bechara dil hai
Sunayee deti hai jiski dhadkan
Tumhara di ya humara dil hai
Wo aake pahloo men aise baithe
Kay Sham rangeen ho gayee hai
Kay sham rangeen ho gayee hai
zara zara si khilee tabiyat
zara si ghamgeen ho gayee hai
zihaal-e-miskeen mukon ba-ranjish
bahaal-e-hijra bechara dil hai
Ajeeb hain dil kay dard yaaron
Na hon to mushkil hai jeena iska
Jo hon to har dard ek heera
Her ek ghum hai nageena iska
zihaal-e-miskeen mukon ba-ranjish
bahaal-e-hijra bechara dil hai
sunayee deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya humara dil hai
Kabhi kabhi sham aise dhalti hai
Jaise ghunghat utar raha hai
Tumhare seene se uthta dhuwan
Humare dil se ghuzar raha hai
zihaal-e-miskeen mukon ba-ranjish
bahaal-e-hijra bechara dil hai
sunayee deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya humara dil hai
Sunayee deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya humara dil hai
Ye sharm hai ya haya hai, kya hai?
Nazar uthate hi jhuk gayee hai
Tumhare palkon se girke shabnum
Humari aankhon men ruk gayee hai
Sunayee deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya humara dil hai
zihaal-e-miskeen mukon ba-ranjish
bahaal-e-hijra bechara dil hai
Sunayee deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya humara dil hai
Bahaal-e-Hijra Bechara Dil hai Sunai Deti Hai Jiski Dhadkan,
Tuhaara Dil Ya Hamaara Dil Hai
Ye dil judaai ke gamo se abhi bhi taaza hai.
Iski bechaargi ko ba-ranjish (without enimity) dekho.
zihaal-e-miskeen mukon ba-ranjish
bahaal-e-hijra bechara dil hai
Sunayee deti hai jiski dhadkan
Tumhara di ya humara dil hai
Wo aake pahloo men aise baithe
Kay Sham rangeen ho gayee hai
Kay sham rangeen ho gayee hai
zara zara si khilee tabiyat
zara si ghamgeen ho gayee hai
zihaal-e-miskeen mukon ba-ranjish
bahaal-e-hijra bechara dil hai
Ajeeb hain dil kay dard yaaron
Na hon to mushkil hai jeena iska
Jo hon to har dard ek heera
Her ek ghum hai nageena iska
zihaal-e-miskeen mukon ba-ranjish
bahaal-e-hijra bechara dil hai
sunayee deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya humara dil hai
Kabhi kabhi sham aise dhalti hai
Jaise ghunghat utar raha hai
Tumhare seene se uthta dhuwan
Humare dil se ghuzar raha hai
zihaal-e-miskeen mukon ba-ranjish
bahaal-e-hijra bechara dil hai
sunayee deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya humara dil hai
Sunayee deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya humara dil hai
Ye sharm hai ya haya hai, kya hai?
Nazar uthate hi jhuk gayee hai
Tumhare palkon se girke shabnum
Humari aankhon men ruk gayee hai
Sunayee deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya humara dil hai
zihaal-e-miskeen mukon ba-ranjish
bahaal-e-hijra bechara dil hai
Sunayee deti hai jiski dhadkan
Tumhara dil ya humara dil hai